aaa aaaaa aaaa aaaa mera pyaar mera pyaar tadapta hai mere dil ki kali murjhaayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai maine bahaar maangi thi angaar ban gayi duniya do din ka pyaar maanga tha deewaar ban gayi duniya singaar singaar takta hai sapnon ki aankh bhar aayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai jab unse milan hua tha unse jab aankh ladi thi maine na kisi se puchha jaane wo kaisi ghadi thi mera baag mera baag ujadta hai maali ne nazar phiraayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai
Mera Pyaar Tadapta Hai
Amar Jyoti (1967)