manzil kahaan meri gulshan kahaan mera main kaun hoon kya hoon kahaan khoya jahaan mera manzil kahaan meri gulshan kahaan mera kya thi meri duniya nahin yeh bhi pata mujhko kya thi meri duniya nahin yeh bhi pata mujhko sooni huyi mehfil naa jaane kya hua mujhko milta nahin aakhir kyun aashiyaan mera main kaun hoon kya hoon kahaan khoya jahaan mera manzil kahaan meri gulshan kahaan mera aye dil suna mujhko mere askon ka afsana aye dil suna mujhko mere askon ka afsana manzil hai yeh kaisi koi apna naa begana ab dhoond kar laa de tu kaarwan mera main kaun hoon kya hoon kahaan khoya jahaan mera manzil kahaan meri gulshan kahaan mera
Manzil Kahaan Meri
Miss Mala (1954)