zaahid sharaab peene de masjid mein baith kar yaa wo jagaah bata de jahaan par khuda na hoo oo hoo mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon kal ki yaaden mit rahi hain dard bhi hai kam ab zara aaram se aa jaa raha hai dam are aa jaa raha hai dam kam hai ab dil ka tadapna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon dhal chuki hai raat kab ki uth gayi mehfil main kahaan jaaun nahin koi meri manzil nahin koi meri manzil do kadam mushkil hai chalna main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon hai zara si baat aur chhalke hain kuchh pyaale par na jaane kya kahenge ye jahaan waale kahenge ye jahaan waale tum bas itna yaad rakhna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon
Main Nashe Mein Hoon
Main Nashe Mein Hoon (1959)