lagan more mann ki balam nahin jaane lagan more mann ki balam nahin jaane balam nahin jaane sajan nahin jaane lagan more mann ki balam nahin jaane laaj ki maari main to munh se na bolun munh se na bolun bhed kisi se kabhi dil ke na kholun dil ke na kholun thes jiyaa pe laage eeeee thes jiyaa pe laage chhup chhup ro lun chhup chhup ro lun tadap birhan ki balam nahin jaane balam nahin jaane sajan nahin jaane lagan more mann ki balam nahin jaane doob na jaaye kahin aashaa ke taare aashaa ke taare nain chura ke haay saiyaan humaare saiyaan humaare neha lagaane gaye eeeee neha lagaane gaye sautan dwaare sautan dwaare kadar nirdhan ki balam nahin jaane balam nahin jaane sajan nahin jaane lagan more mann ki balam nahin jaane
Lagan More Man Ki
Babul (1950)