aa haan haan kuven mein he he he he thanda jol mein nahaane se gola tho zora baith gaya he he he kuven mein kuven mein kood ke mar jaanaa yaar tum shaadi mat karnaa kuven mein kood ke mar jaanaa yaar tum shaadi mat karnaa haan kuven mein kood ke mar jaanaa yaar tum shaadi mat karnaa mat karnaa mat karnaa mat karnaa kuven mein kood ke mar jaanaa yaar tum shaadi mat karnaa hoho ho ho ho ho dekhi dilli ki ik ladki jisko dekh tabeeyat phadki mukh se aah nikal gayi thandi andar andar aag si bhadki uskaa naam gharaanaa poochhaa uskaa thaur thikaanaa poochhaa apne dil ki umangen lekar pahunchaa main uske bangle par apne dil ki umangen lekar pahunchaa main uske bangle par jaate hi jhuk ke salaam bajaayaa daddy ko dil kaa bayaan sunaayaa bhole bhaale daddy bole haan haan ji haan haan ji haan haan ji achchhaa khayaal hai aapkaa deejiye mujhko pataa apne baap kaa aapke baap ko chitthi ke zariye bataa doongaa achchhaa khayaal hai aapkaa hahahahaha hahaha haha hahahahaha haa
Kuven Mein Kood Ke Mar Jana
Parivar (1956)