kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa mitti ka hai tu putla ye jism tera faani tu to nahin rahega reh jaayegi kahaani tu apni daastaane duniya mein naam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa humdard sabka banke insaaniyat dikha jaa jo bhi tujhe pukaare uske hi kaam aa jaa sabki duvayen le jaa sabko salaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa sabse badi ibaadat logon ke kaam aana khud bhookh seh ke dede bhookhon ko apna khana do din ki zindagi ko yunhi tamaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa hai maut teri manzil aur zindagi safar hai toote na dil kisi ka har dil khuda ka ghar hai bandon ki uspe khidmat tu subha shaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa
Kuchh Nek Kaam Kar Jaa
Khuda Ka Banda (1957)