oo oooo oooo aaaaaaaa aaaaaa koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna aankhon ki hai kuchh naadaani kuchh baat na dil ne maani aankhon ki hai kuchh naadaani kuchh baat na dil ne maani dil dola kuchh bola aur ban gayi ek kahaani sukh chain diya aur seekh liya aadhi raaton ko tadapna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna kab tak main raaz chhupaun sau baar main kehna chahun kab tak main raaz chhupaun sau baar main kehna chahun ghabraaun sharmaaun kehte kehte ruk jaaun keh bhi na sakun reh bhi na sakun kya haal hua ye apna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna
Koi Dil Ko Lage Apna Apna
Chaalbaaz (1958)