kisi ki yaad mein paayi hai jab kami humne kisi ki yaad mein paayi hai jab kami humne to aansuon se jala di hai zindagi humne kisi ki yaad mein siyaah raat ka daaman hai aur kuchh bhi nahin siyaah raat ka daaman hai aur kuchh bhi nahin wo jis mukaam pe dekhi thi roshni humne kisi ki yaad mein tere khayaal ka sheesha na toot jaaye kahin tere khayaal ka sheesha na toot jaaye kahin isi khayaal mein har shab guzaar di humne to aansuon se jala di hai zindagi humne kisi ki yaad mein
Kisi Ki Yaad Mein
Mohd Rafi