kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta magar kya karun ye dil deewana nahin manta haan nahin maanta nahin manta dil nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta maut se jo dare pyaar wo kya kare pyaar mein to yahi maut hai zindagi jaan kya cheez hai pyaar ke saamne saans toote na chhute ye dil ki lagi ye na hota to phir pyaar ki rahon mein ye na hota to phir pyaar ki rahon mein khaak dar dar ki koi deewana nahin chhaanta nahin chhaanta dil nahin manta nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta laila shiri ho ya heer ya sohni mar ke bhi unki surat sitaron mein hai jinke dil ka lahu ghul gaya pyaar mein aaj tak unki khushboo baharon mein hai kuchh to hai warna dil mera tere liye kuchh to hai warna dil mera tere liye jaan dene ki zid jaane jaana nahin thanta nahin thanta dil nahin maanta nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta magar kya karun ye dil deewana nahin
Kaun Anjaam E Ulfat
Hera Pheri (1976)

Amitabh Bachchan, Jay Raj, Padma Khanna, Pinchoo Kapoor, Sayra Banu, Shri Ram Lagu, Sulaxna Pandit, Urmila Bhatt, Vinod Khanna