kaanton mein rehne waale kaanton se kya darenge kaanton mein rehne waale kaanton se kya darenge hans hans ke aafaton ka hum saamna karenge hans hans ke aafaton ka hum saamna karenge kaanton mein rehne waale har haal mein khush hoon main kuchh bhi nahin kehna hai jis haal mein rakhe tu us haal mein rehna hai minnat nahin karenge hamse na tu ye kehna o aasmaan waale gaflat mein tu na rehna tere hi faisle ko manzoor hum karenge tere hi faisle ko manzoor hum karenge kaanton mein rehne waale thokren kha kha ke ek din khaak mein mil jaayenge par tere julmon sitam hum na zubaan par laayenge marna to ek din hai darne se faayda kya shikwa gila kisi ka karne se faayda kya rakha hai soch hamne hanste huye marenge rakha hai soch hamne hanste huye marenge kaanton mein rehne waale kaanton se kya darenge hans hans ke aafaton ka hum saamna karenge hans hans ke aafaton ka hum saamna karenge kaanton mein rehne waale
Kaanton Mein Rehne Wale
Matlabi Duniya (1960)