jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon ab koi tujhko shikwaa na hoga teri zindagi se chala jaa raha hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon humko khabar bhi hone nahin di kis mod par laa ke dil tune toda apna banana raha door tune auron ke ho jaayen aisa na chhoda auron ke ho jaayen aisa na chhoda teri jaffa ka charcha hi kaisa apni waffa pe main sharmaa raha hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon peechhe na ab koi aayega tere ab koi tujhko na aawaaz dega mud kar kise dekhta hai mere dil tera kaun hai jo tujhe rok lega tera kaun hai jo tujhe rok lega tumko mubaaraq zamaane ki khushiyaan meetna hai mujhko mitaa jaa rahaa hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon ab koi tujhko shikwaa na hoga teri zindagi se chala jaa raha hoon teri zindagi se chala jaa raha hoon teri zindagi se chala jaa raha hoon
Jo Pyaar Tune Mujhko
Dulha Dulhan (1964)

Agha, Anwari, K N Singh, Madhu Mati, Mridula, Raj Kapoor, Raj Mehra, Sadhana, Vishw Mehra