jahaan kahin deepak jalta hai wahaan patanga bhi aata hai preet ki reet yahi hai murakh tu kaahe ghabraata hai parvaane ki naadaani par duniya hansti hai to hanse pyaar ki meethi aag mein premi hanste hanste jal jaata hai jo ek baar keh do ki tum ho humaare to badle ye duniya badlen nazaare jo ek baar keh do ki tum ho humaare to badle ye duniya badlen nazaare jo ek baar keh do aakaash mein aakaash mein chaand taare hanse humaare hi dil mein andhera base nigahon ki galiyon mein chori se aake jo tum muskuraao to khil jaayen taare jo ek baar keh do suhaani hai ye suhaani hai ye zindagi pyaar se ae murakh jo pachhtaaye dil haar ke ye baazi hai duniya mein sabse niraali jo haare to jeete jo jeete to haare jo ek baar keh do
Jo Ek Baar Keh Do
Pooja (1954)