jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat phase kidhar are waah re waah re teri bambai aa ke yahaan kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere iss shahar ke dekh kaleja hil gaya aa ke yahaan kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere iss shahar ke dekh kaleja hil gaya maal naa sahi jaan to bachi bhaag bhaag mistar jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai mem phire kis aan se saath hai kutta shaan se jaanwar se to pyaar hai pyaar nahin insaan se mem phire kis aan se saath hai kutta shaan se jaanwar se to pyaar hai pyaar nahin insaan se dekh naaznin hum bhi hain hasin itna naaz naa kar jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai paas mein motar car ho bank mein tees hazaar hon pyaar yahaan tab keejiye maal ye jab sarkaar ho paas mein motar car ho bank mein tees hazaar hon pyaar yahaan tab keejiye maal ye jab
Jiska Joota Usi Ka Sar
Guest House (1959)