jeevan hai madhuban tu iss mein phool khila kaanton se na bhar daaman ab maan bhi ja ab maan bhi ja jeevan hai madhuban dekh zara dil mein tu hai kaun si manzil mein dekh zara dil mein tu hai kaun si manzil mein uth jaane de har parda ab aur na khud ko chhupa uth jaane de har parda ab aur na khud ko chhupa jeevan hai madhuban deep jalaata chal musakaan lutaata chal deep jalaata chal musakaan lutaata chal thokar se sambhal khud bhi auron ko bhi raah dikha thokar se sambhal khud bhi auron ko bhi raah dikha jeevan hai madhuban tu iss mein phool khila kaanton se na bhar daaman ab maan bhi ja ab maan bhi ja jeevan hai madhuban
Jeevan Hai Madhuban
Jasoos (1957)