jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna mushkil hai bahut pyaar ki duniya ko basaana bedard zamaane ka tareeka hai puraana do pyaar bhare dil kabhi aabaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna aakaash ki choti pe mahel humne banaaya duniya se bahut door jahaan apna basaaya kismat ne magar chaha humein shaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna ab apne khayalon mein mujhe tum na basaana bhule se kabhi tum mere sapnon mein na aana gar dil mein uthe dard toh fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karna main yaad bhi aaun to mujhe yaad na karna
Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Faryad Na Karna
Fariyadi (1953)