jaane kyun khwabon ka mausam hai aur main hoon mausam hai aur main hoon jaane kyun yaadon ki shabnam hai aur main hoon shabnam hai aur main hoon yaadein laayi hain khushiyan bhi aansu bhi jaane kyun ek aisa sangam hai aur main hoon sangam hai aur main hoon barse jo rang itne saare rangeen huye sab nazaare barse jo rang itne saare rangeen huye sab nazaare lekin mera dil kahin bhi lagta nahin bin tumhare tumko bas tumko dil dhunde dil maange jaane kyun har lamha ye sitam hai aur main hoon ye sitam hai aur main hoon jaane kyun khwabon ka mausam hai aur main hoon mausam hai aur main hoon ye wadi ab so gayi hai kohre mein hi kho gayi hai ye wadi ab so gayi hai kohre mein hi kho gayi hai saari fiza saans roke gumsum si ab ho gayi hai saari duniya mein ab koi nahin jaise jaane kyun bas mera humdam hai aur main hoon humdam hai aur main hoon jaane kyun yaadon ki shabnam hai aur main hoon shabnam hai aur main hoon yaadein laayi hain khushiyan bhi aansu bhi jaane kyun ek aisa
Jaane Kyun Khwabon Ka Mausam Hai
Veer Zaara (2004)