itna to karna swaami jab praan tann se nikle itna to karna swaami jab praan tann se nikle govind naam le ke tab praan tann se nikle shree ganga ji ka tatt ho jamuna ka vanshi vatt ho shree ganga ji ka tatt ho jamuna ka vanshi vatt ho mera saanwara nikat ho jab praan tann se nikle pitambari kasi ho chhavi mann mein ye basi ho pitambari kasi ho chhavi mann mein ye basi ho honthon pe kuchh hansi ho jab praan tann se nikle jab kanth praan aaye koi rog naa sataaye jab kanth praan aaye koi rog naa sataaye yam daras naa dikhaaye jab praan tann se nikle uss waqt jaldi aana nahin shyam bhool jaana uss waqt jaldi aana nahin shyam bhool jaana raadhe ko saath laana jab praan tann se nikle ek bhakt ki hai arzi khudgarz ki hai garzi ek bhakt ki hai arzi khudgarz ki hai garzi aage tumhari marzi jab praan tann se nikle itna to karna swaami jab praan tann se nikle
Itna To Karna Swaami
Anup Jalota