is nadi ko mera aaina maan lo is nadi ko mera aaina maan lo ki mohabbat ka behta nasha jaan lo is nadi ko mera aaina maan lo tarangon mein dhadkan larajta jigar raks kar de kamal thar tharata bhanwar tarangon mein dhadkan larajta jigar raks kar de kamal thar tharata bhanwar ye chheente kisi ki tammanna na hon ye chheente kisi ki tammanna na hon kahin aapke haathon tanha na hon is rupak ko mera aaina maan lo ankahe raaz ki daastaan jaan lo is nadi ko mera aaina maan lo ude baadlon mein bala hasratein parindon si chhu aayen behad haden ude baadlon mein bala hasratein parindon si chhu aayen behad haden hawaaon ko itni ijazat na do hawaaon ko itni ijazat na do ki auron ka bhi sabr tauba karo ye kinaara mera aaina maan lo har laher se meri aarzoo jaan lo is nadi ko mera aaina maan lo tani doriyon par saji zindagi isharon pe chadhti utarti khushi tani doriyon par saji zindagi isharon pe chadhti utarti khushi duppatte se tinke jhatakti raho duppatte se tinke jhatakti raho
Is Nadi Ko Mera
Chashme Buddoor (1981)