is dharti is khule gagan ka kya kehna madmaati madbhari pawan ka kya kehna phoolon bhare ye gulshan hare magan hua tanman kya kehna phoolon bhare ye gulshan hare magan hua tanman kya kehna gwalinon ka roop ghungaton ki aad mein gwalinon ka roop ghungaton ki aad mein panchhiyon ka pyaar beriyon ki jhaad mein baansuri ki taan khetiyon ke paar se panghaton ki naar dole is pukaar se dhadkan badhe nasha sa chadhe thirak uthe jhanjhan kya kehna aaaa aaaa aaaa aaaa chappuon ke raag keh rahe hain pyaar se chappuon ke raag keh rahe hain pyaar se jud gaye hain ghaat kashtiyon ke taar se jaa raha hai kaun jaane kiski chaah mein bas raha hai kaun jaane kis nighaah mein do dil mile to kaliyaan khile machal uthe dhadkan kya kehna do dil mile to kaliyaan khile machal uthe dhadkan kya kehna is dharti is khule gagan ka kya kehna madmaati madbhari pawan ka kya kehna phoolon bhare ye gulshan hare magan hua tanman kya kehna aa aa ha ha ha ha aa ha ha ha la la la la la la la la la la
Is Dharti Is Khule Gagan
Ganga Tera Pani Amrit (1971)