humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab nigaahein mili sharm aayi khul na paayi zabaan unke aage ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain dil me kuchh karwaten le rahi hain unki baahon ka le le sahara itni himmat kahaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi jaane kis raah par ja rahi thi unko dekha to manzil samjh kar ruk gaya carvan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki kaash wo jaan le baat dil ki haath faila ke kuchh mangte hain apni tanhaiyaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab
Humne Chaha Magar Keh Na Paaye
Umeed (1962)