hum ko tumhaara hi aasra tum humaare ho na ho lab pe tumhaara hi naam hai tum humaare ho na ho hum ko tumhaara hi aasra aankhon mein kuchh muskuraa diya honthon ko bhi kuchh dabaa diya aankhon mein kuchh muskuraa diya honthon ko bhi kuchh dabaa diya maine jo puchha sawaal to palkon ko neeche jhukaa diya duniya hi meri badal gayi tum humaare ho na ho hum ko tumhaara hi aasra dhadkan mein tum ho bassi huyi tadpan mein tum ho bassi huyi dhadkan mein tum ho bassi huyi tadpan mein tum ho bassi huyi lekin hum tum na mil sake kaisi ye bebasi huyi aankhon mein jaltaa chiraag hai tum humaare ho na ho hum ko tumhaara hi aasra daulat nahin mujhko chaahiye aish aur ishrat na chaahiye daulat nahin mujhko chaahiye aish aur ishrat na chaahiye dono jahaan ke mukaable teri mohabbat hi chaahiye hum to tumhaare hain ho chuke tum humaare ho na ho hum ko tumhaara hi aasra tum humaare ho na ho hum ko tumhaara hi aasra
Humko Tumhara Hi Aasra
Sajan (1947)