humein un raahon par chalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai hum hain wo diye auron ke liye jinhen tufaanon mein jalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai jab tak na lagan ho seene mein bekaar hai aise jeene mein jab tak na lagan ho seene mein bekaar hai aise jeene mein chadhna hai humein chanda ki tarha sooraj ki tarha nahin dhalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai hum hain wo diye auron ke liye jinhen tufaanon mein jalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai main paas rahun ya door rahun ye baat abhi tum se keh doon main paas rahun ya door rahun ye baat abhi tum se keh doon hansna hi nahin phulon ki tarha deepak ki tarha humein jalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai hum hain wo diye auron ke liye jinhen tufaanon mein jalna hai humein un raahon
Humen Un Raahon Par Chalna Hai
Masoom (1960)