hardam tumhi ko pyaar kiye jaa rahi hoon main jeena nahin qubool jiye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar hardam tumhi ko yaad kiye jaa raha hoon main milne ki aarzu mein jiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho saanson ki lay pe naam liye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar ab har taraf nigaah kiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad dil mera bolta hai papeehe ke roop mein dil mera bolta hai papeehe ke roop mein kisi ki ye sadayen jeeye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko yaad
Hardam Tumhi Se Pyaar
Apsara (1961)