hairat e nazaara aakhir ban gayin ranaayiyaan hairat e nazaara aakhir ban gayin raanaayiyaan khaaq ke zarron mein aati hain nazar gulzaariyaan khaaq ke zarron mein aati hain nazar gulzaariyaan jab se dekhaa hai tujhe ik dard hai dil mein nihaan jab se dekhaa hai tujhe ik dard hai dil mein nihaan ae sabaa le jaa toohi un tak meri bedaariyaan hairat e nazaara aakhir ban gayin raanaayiyaan marhabaa barq e jamaal e marhabaa barq e jamaal e marhabaa barq e jamaal e yaar tujh par be nisaar marhabaa josh e junoon e ishq ki ruswaaiyaan hairat e nazaara aakhir ban gayin raanaayiyaan alvidaa ae qaafile waale mujhe ab chhod do meri kismat mein likhi hain dasht ki veeraaniyaan hairat e nazaara aakhir ban gayin raanaayiyaan
Hairat E Hayat Aakhir
Karwan E Hayat (1935)