guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara khushiyaan thi chaar din ki aansoon hai umr bhar ke tanhaaiyon mein aqsar royenge yaad karke wo waqt jo ke humne wo waqt jo ke humne ik saath hai guzaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara meri kasam hai mujhko tum bewafaa naa kehna majboor thi mohabbat sab kuchh pada hai sahna toofan hai zindagi kaa toofan hai zindagi kaa ab aakhiri sahaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara mere liye sehar bhi aayi hai raat ban kar niklaa mera janaaja meri baaraat ban kar achhchha hua jo tumne achhchha hua jo tumne dekha nahin nazaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara
Guzra Hua Zamana Aata Nahin Dobara
Shirin Farhad (1956)

Ameeta, H Prakash, Kamal, Madhu Bala, P Kailash, Pradeep Kumar, Ram Avatar, Shakuntala, Uma Dutt