aaaa aaaa aaaa aaaaaaa dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina phir kya aayengi wo raaten phir kya aayengi wo raaten laut gayin hain jo baaraaten laut gayin hain jo baaraaten beete din aur bichhda saathi beete din aur bichhda saathi behti nadi ki dhaaar dukhiyaare naina dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina raah mein naina diya jalaaye raah mein naina diya jalaaye aap jale aur jiya jalaaye aap jale aur jiya jalaaye jis se jeevan bhi jal jaaye jis se jeevan bhi jal jaaye wo kaisi jal dhaaar dukhiyaare naina dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina
Dukhiyare Naina Dhoonde Piya Ko
Nirmohi (1952)