hooo oooo ooooo oooo oooo ooooo doori doori na rahe koi aaj itne kareeb aao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao saanson ki hararat se tanhaayi pighal jaaye jalte huye honthon ka armaan nikal jaaye saanson ki hararat se tanhaayi pighal jaaye jalte huye honthon ka armaan nikal jaaye armaan nikal jaaye chaahat ki ghata ban kar yun mujh pe baras jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao ye baat na thi ab se pehle kabhi jeene mein ye baat na thi ab se pehle kabhi jeene mein dil ban ke dhadakte to tumhi mere seene mein kabhi saath na chhodoge tum meri kasam khaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein
Doori Na Rahe Koi
Kartavya (1979)

Aruna Irani, Dharmendra, Niroopa Roy, Ranjeet, Rekha, Utpal Dutt, Vinod Mehra
Song Title :
Doori Na Rahe Koi
Album/Film :
Kartavya (1979)
Production :
Shri Lux Films
Producer :
Mohan Sahagal
Director :
Mohan Sahagal
Film Actors :
Aruna Irani, Dharmendra, Niroopa Roy, Ranjeet, Rekha, Utpal Dutt, Vinod Mehra
Singer :
Lata Mangeshkar