do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna humne socha tha jeevan mein phool chaand aur taare hain kya khabar thi saath mein inke kaante aur angaare hain hum pe kismat hans rahi hai hum pe kismat hans rahi hai kal hanse the hum jitna do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna itne aansun itni aahen dil ke daaman mein le kar jaane kab tak chalna hoga suni suni raahon par aye muqaddar yeto bata de aye muqaddar yeto bata de mujhko sehna hai kitna do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna
Do Chamakti Aankhon Mein
Detective (1958)

Pradeep Kumar, Mala Sinha, Johny Walker, Dhumal, Krishna Kant, K N Singh, Sulochana, Daisy Irani, Moni Chattarji