do baaton ki mujhko tamanna haan do baaton ki mujhko tamanna tum jo maano to keh doon main sajna ek dil todna na dooja saath chhodna na hai manzoor to bolo haan haan haan haan do baaton ki mujhko bhi tamanna tum jo maano to keh doon zara sunna ek door jaana na dooja pyaar todna na hai manzoor to bolo haan haan haan haan do baaton ki mujhko tamanna tum jo maano to keh doon main sajna lo ummeedon ke ab phool khilne lage khilne lage mere honthon pe tere geet palne lage palne lage mere geet bhoolna na meri preet todna na hai manzoor to bolo haan haan haan haan do baaton ki mujhko bhi tamanna tum jo maano to keh doon zara sunna teri palkon ki chaanv mein baitha rahoon baitha rahoon teri zulfon ke phoolon se lipta rahoon lipta rahoon meri baat modna na sapnon ko todna na hai manzoor to bolo haan haan haan haan do baaton ki mujhko tamanna tum jo maano to keh doon main sajna mere mann ki jo dhadkan tere saath ho tere saath ho meri har baat phir pyaar ki baat ho pyaar ki
Do Baaton Ki Mujhko Tamanna
Hum Tum Aur Woh (1971)