dil mera dil mera tera deewana dil mera dil mera tera deewana bas itna mera afsaana dil mera tu shamma hai jalti ulfat ki tu shamma hai jalti ulfat ki mar mitta ye parwaana hai mar mitta ye parwaana hai ye masti ka matwaala hai aur aankh teri paimaana hai dil mera dil mera tera deewana bas itna mera afsana dil mera tera dard bhi ek nishaani hai tera dard bhi ek nishaani hai mera dil bhi ek nishana hai mera dil bhi ek nishana hai dil tera hai tu mera hai kyun jalta dekh zamaana hai dil mera dil mera tera deewana bas itna mera afsana dil mera tu daulat husn jawaani ki tu daulat husn jawaani ki ye dard kaa ek khazaana hai ye dard kaa ek khazaana hai ye ro padta hai hansne se bas iska naam bahaana hai dil mera dil mera tera deewana bas itna mera afsana dil mera
Dil Mera Tera Deewana
Apni Izzat (1952)