dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye chand yaadon ka ab sahaara hai pyaar ka dard bhi ganwaara hai saath kisi ke jo beete the wo lamhe the khaabon ke khushnumaa sapnaa tha koi neend mein hum muskuraaye hum muskuraaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye raat gumsum hai aasmaan chup hai dard mein doobi kehkanshaa chup hai raat ka raahi chaand akela apne safar mein hain tanha raat ke khaabon mein shaayad koi subah muskuraaye subah muskuraaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye
Dil Ki Iss Dehleez Tak
Kabhie Ajnabi The (1985)