hmmm hmmm hmmm hmmm dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun qaid e hayaat o band e ghum asl mein donon ek hain qaid e hayaat o band e ghum asl mein donon ek hain maut se pahle aadmi ghum se nijaat paaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun dair nahin haram nahin darr nahin aastaan nahin dair nahin haram nahin darr nahin aastaan nahin baithe hain rehguzar pe hum gair humen uthaaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun ghalib e khastaa ke bagair kaun se kaam band hain ghalib e khastaa ke bagair kaun se kaam band hain roiye zaar zaar kyaa kijiye haaye haaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun
Dil Hi To Hai
Jagjit Singh