dekhne waale dekh karishma yaaron ka takht mila ya hoga takhta chaaron ka dekh palat ke dhyaan kidhar hai kisi ki topi kisi ke sar hai haath safai bada hunar hai naam humaara jaadugar hai dekhne waale dekh karishma yaaron ka chhuri bagal mein raam ka naara gale laga kar phere aara aankhein hon to dekh nazaara raat mein sooraj din mein taara dekhne waale dekh karishma yaaron ka ajab hai naksha aaj shahar ka kahin chataakha kahin pataakha door kahin par hua dhamaaka koi na samjha shukar khuda ka dekhne waale dekh karishma yaaron ka dekhne waale dekh karishma yaaron ka yehhhhh yehh aahh pataakha hoshiyaar hoshiyaar pataakha bhai sambhal ke
Dekhne Waale Dekh Karishma Yaaron Ka
Love & Murder (1966)