chandrama ki chaandni se bhi naram aur ravi ke bhaal se zyaada garam hai nahin kuchh aur keval pyaar hai keval pyaar hai dhundhne ko main amrit mein swar naya sindhu ki gehraaiyon mein bhi gaya dhundhne ko main amrit mein swar naya sindhu ki gehraaiyon mein bhi gaya maut bhi mujhko mili thi raah par dekh mujhko reh gayi thi aah bhar mushkilon ko jo dikhata raasta maut se jiska nahin kuchh waasta wo nahin kuchh aur keval pyaar hai keval pyaar hai man huaa mera ke ishwar se kahun door tumse aur kitne din rahun man huaa mera ke ishwar se kahun door tumse aur kitne din rahun dekh kar mujhko hansi laachariyan aur duniya ne bajaai taaliyan pattharon ko jo banaata devta jaanti duniya nahin jiska pata wo nahin kuchh aur keval pyaar hai keval pyaar hai chandrama ki chaandni se bhi naram aur ravi ke bhaal se zyaada garam hai nahin kuchh aur keval pyaar hai keval pyaar hai keval pyaar hai keval pyaar hai keval pyaar hai keval pyaar hai keval pyaar hai keval pyaar hai keval
Chandrama Ki Chaandni Se Bhi Naram
Manna Dey