chal aisi jagah ae dil jahaan zulm o sitam na ho jahaan chain mile tujhko chal aisi jagah ae dil jahaan zulm o sitam na ho jahaan chain mile tujhko chal aisi jagah ae dil bedard hai zamaana tere saath kaun dega tere ghum ki daastaan ko koi nahin sunega bedard hai zamaana tere saath kaun dega tere ghum ki daastaan ko koi nahin sunega seene mein daba le tu us ghum ke fasaane ko kehna na zamaane ko chal aisi jagah ae dil duniya ne aaj tujhse badali hain jab nigaahen tu bhi zara badal de ye zindagi ki raahein duniya ne aaj tujhse badali hain jab nigaahen tu bhi zara badal de ye zindagi ki raahein takdeer bani dushman jab tere mitaane ko ghar tera jalaane ko chal aisi jagah ae dil jahaan zulm o sitam na ho jahaan chain mile tujhko chal aisi jagah ae dil
Chal Aisi Jagah Ae Dil
Shesh Parichay (1957)