chadhe chanda to tum bhi chale aana sajan tumhen pyaar ki kasam chadhe chanda to tum bhi chale aana sajan tumhen pyaar ki kasam jahaan bolo deewana chala aaye ke dil e beqaraar ki kasam jahaan bolo deewana chala aaye ke dil e beqaraar ki kasam tere hi dam pe to phoolon pe nikhaar hai tere hi dam pe to phoolon pe nikhaar hai tu hai agar to khizaaon mein bahaar hai ulfat ki raahon mein mehki fizaaon mein aa ja na chupke se jhoom ke balam chadhe chanda to tum bhi chale aana sajan tumhen pyaar ki kasam jahaan bolo deewana chala aaye ke dil e beqaraar ki kasam aaja main baithi hoon sapne saja ke aaja main baithi hoon sapne saja ke rakhungi dil mein main tujhko bitha ke jab tak ye taare hain hum to tumhaare hain tum pe luta denge jaan bhi sanam jahaan bolo deewana chala aaye ke dil e beqaraar ki kasam chadhe chanda to tum bhi chale aana sajan tumhen pyaar ki kasam dil jo diya to kya parda jahaan se dil jo diya to kya parda jahaan se mitna hi hai to mitenge bade shaan se
Chadhe Chanda To Tum
Aplam Chaplam (1961)