chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan itna bas bata de mujhe man mera kahaan man mera kahaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan haath se nikal gaya hai mera bhola man aankhon mein sama gaya hai kiska bholapan haath se nikal gaya hai mera bhola man aankhon mein sama gaya hai kiska bholapan neend nahin aati mujhe raat hai jawaan raat hai jawaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan bekali badhi hai badhi kal ki aas bhi chaand mujhse door chaand dil ke paas bhi bekali badhi hai badhi kal ki aas bhi chaand mujhse door chaand dil ke paas bhi jaaungi khushi se wahaan dil gaya jahaan dil gaya jahaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan baadlon ki paalki mein chaandni chali chaandni chali maine abhi dekhi nahin chaand ki gali chaand ki gali chaand tu kahaan main teri chaandni yahaan chaandni yahaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan itna bas bata de mujhe man mera kahaan man mera kahaan chaand tu yahaan hai aur chaand tu wahaan
Chaand Tu Yahaan Hai
Bhabhi Ki Chudiyan (1961)