bole raadha shyaam deewaani ho bole raadha shyaam deewaani pee ka mukhda bhor suhaani preet bina hai jeevan aise preet bina hai jeevan aise jaise nadiya ho bin paani govindam govindam govindam bhaj mere mana mere mana mere mana mere mana man ka naata man ka bandhan kitna pyaara kitna paavan man ka naata man ka naata man ka bandhan kitna pyaara kitna paavan kayi yugon se janam janam se main mohan ki mera mohan govindam govindam govindam bhaj mere mana nainon mein hai chhav matwaari nainon mein hai chhav matwaari dhun murli ki laage pyaari jabse aayi pee charnon mein jabse aayi pee charnon mein maine tyaagi duniya saari govindam govindam govindam bhaj mere mana mere mana mere mana mere mana aa mere mana
Bole Radha Shyaam
Tumhare Liye (1978)