kahin saawan mein bhi ye dil na tarse ghata chhai toh hai barse na barse bheegi bheegi hawa hai kaali kaali ghata hai ghata pe to shak ho sakta hai tum pe nahin ho bheegi bheegi hawa hai kaali kaali ghata hai ghata pe to shak ho sakta hai tum pe nahin ho dil deewaane deewaaron ko tod ke bhi mil jaate hain jab phoolon ko khilna ho to patjhad mein khil jaate hain aise aksar hua hai aisa ho ye dua hai dua pe to shak ho sakta hai tum pe nahin ho is duniya se darke jisne yaar ka daaman chhod diya wo harjayi kehlaaya hai jisne waada tod diya aashikon se suna hai chaahat se wafa hai wafa pe to shak ho sakta hai tum pe nahin ho bheegi bheegi hawa hai kaali kaali ghata hai ghata pe to shak ho sakta hai tum pe nahin ho waqt pe apne din dhalta hai waqt pe chaand nikalta hai koi to hai is parde mein kaun ishaare karta hai koi jaadu hai kya hai kehte hain khuda hai khuda pe to shak ho sakta hai tum pe nahin tum pe nahin
Bheegi Bheegi Hawa Hai
Sunehra Sansar (1975)