ro ro kar kehta hai himaalay aur ganga ka paani aazaadi paa kar bhi humne kadar na iski jaani bharat to hai aazaad hum aazaad kab kehlaayenge bharat to hai aazaad hum aazaad kab kehlaayenge kabhi raam raaj ke din yahaan ab aayenge ke na aayenge kabhi raam raaj ke din yahaan ab aayenge ke na aayenge dushman se bach kar aa gaye apnon mein aa kar lut gaye dushman se bach kar aa gaye apnon mein aa kar lut gaye tufaan se kashti ko hum saahil pe laa kar lut gaye saahil pe laa kar lut gaye kya thi khabar kya thi khabar ghar mein bhi hum sukh se na jeene paayenge kabhi raam raaj ke din yahaan ab aayenge ke na aayenge aisi hawa aisi faza aisa kahin paani nahin aisi hawa aisi faza aisa kahin paani nahin duniyaa mein koi desh bhi is desh ka saani nahin is desh ka saani nahin sansaar kya sansaar kya hai swarg mein mitti na aisi paayenge kabhi raam raaj ke din yahaan ab aayenge ke na aayenge dil mein yahi armaan hai ye gulsitaan zinda rahe dil mein yahi armaan hai ye gulsitaan
Bharat To Hai Aazaad
Aaj Ki Awaz (1984)