bhagwaan bhagwaan bhagwaan do ghadi zara insaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh bhagwaan do ghadi zara insaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o hai jinko teri yaad kabhi unki le khabar kabhi unki le khabar o aasmaan waale gareebon pe kar nazar gareebon pe kar nazar dil mein kisi gareeb ke armaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o jo kuchh bhi ho raha hai woh teri nazar mein hai teri nazar mein hai aa dekh meri laaj ki naiyya bhanwar mein hai naiyya bhanwar mein hai sab jaante huye bhi naa anjaan ban ke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o o o tujhko khabar nahin koyi kitna niraash hai kitna niraash hai tinke ki doobte ko malik talaash hai malik talaash hai insaan ban sake na to bhagwaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh bhagwaan do ghadi
Bhagwan Do Ghadi Zara Insaan Banke Dekh
Bahar (1951)