bahut dinon ki baat hai fiza ko yaad bhi nahin ye baat aaj ki nahin bahut dinon ki baat hai shabaab par bahar thi shabaab par bahar thi fiza bhi khush gawaar thi na jaane kyun machal pada main apne ghar se chal pada kissi ne mujhko rok kar badi ada se tok kar kaha tha laut aaiye meri kasam na jaaiye na jaaiye par mujhe khabar na thi maahol par nazar na thi na jaane kyun machal pada main apne ghar se chal pada main chal pada main sheher se phir aa gaya khayaal tha ke paa gaya usse jo mujhse door thi magar meri zarur thi aur ik haseen shaam ko main chal pada salaam ko gali ka rang dekh kar nayi tarang dekh kar mujhe badi khushi huyi khushi huyi main kuchh issi khushi mein tha kisi ne jhaank kar kaha paraaye ghar se jaaiye meri kasam na aaiye na aaiye wahi haseen shaam hai wahi haseen shaam hai bahaar jis ka naam hai chala hoon ghar ko chhod kar na jaane jaaunga kidhar koi nahin jo tok kar koi nahin jo rok kar kahe ke laut aaiye meri kasam na jaaiye meri kasam na
Bahut Dinon Ki Baat Hai
Jagjit Singh