aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aisi ek raah pe jisse wo na guzrenge kabhi yunhi baithe huye hum raah taka karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain hum jo the ahle wafa humse wafa bhi na huyi hum jo the ahle wafa humse wafa bhi na huyi dard e dil hum tera kis munh se gila karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jab nahin tum hi to phir raat ke sannaate mein jab nahin tum hi to phir raat ke sannaate mein kaun hai kisko hum aawaaz diya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain
Aye Ghum E Yaar
Ek Nazar (1950)