aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa maikashi jhuth hai bekhudi jhuth hai husn bhi baham hai ishq bhi jhuth hai ab raha kaun sa rasta aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa har haseen zurm hai har khushi zurm hai kya khabar kisliye zindagi zurm hai aadmi se huyi kya khata aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa bekasi ke siwa kya raha kuchh nahin mere dil ab mera aasra kuchh nahin kam se kam tu mujhe na sata aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa
Aye Dil Ye Bata
Do Bhai (1961)