aye bewafaa aye bewafaa ye to bata kya hai meri khata aye bewafaa dil ka khazaana tune na jaana chhoda zamaana tere hi liye toote hain saare sapne humaare yun besahaare koi kya jiye kyun kar diya beaasraa ye to bata kya hai meri khata aye bewafaa nazren mila ke ulfat jata ke apna banaa ke dagaa kyun diya nazren mila ke ulfat jata ke apna banaa ke dagaa kyun diya banke paraaya mujhko bhulaaya dil ko jalaaya ye kya hai kiya kis baat ka badla liya ye to bata kya hai meri khata aye bewafaa tere liye hum tadpenge har dum dil mein tera ghum rahega sanam tere liye hum tadpenge har dum dil mein tera ghum rahega sanam tarsi nigaahen dekhengi raahen bhar bhar ke aahen sahenge ye hum jo kuchh kiya achchha kiya ye to bata kya hai meri khata aye bewafaa
Aye Bewafaa Ye To Bata
Captain Kishore (1957)