aurat ne janam diya mardon ko mardon ne use baazaar diya jab jee chaha masla kuchla jab jee chaha dhuttkaar diya aurat ne janam diya mardon ko tulti hai kahin deenaron mein bikti hai kahin baazaron mein nangi nachwayi jaati hai aiyaashon ke darbaaron mein ye wo beizzat cheez hai jo batt jaati hai izzatdaaron mein aurat ne janam diya mardon ko mardon ke liye har zulm rawaan aurat ke liye rona bhi khata mardon ke liye laakhon sejen aurat ke liye bas ek chita mardon ke liye har aish ka haq aurat ke liye jeena bhi sazaa aurat ne janam diya mardon ko jinn honton ne inko pyaar kiya unn honton ka vyopaar kiya jiss khokh mein inka jism dhala uss khokh ka karobaar kiya jiss tann se uge kopal ban kar uss tan ko zaleel o khaar kiya aurat ne janam diya mardon ko mardon ne banaayi jo rasmein unko haq ka farmaan kaha aurat ke zinda jalne ko qurbaani aur balidaan kaha ismat ke badle roti di aur usko bhi ehsaan kaha aurat ne janam diya mardon ko sansaar ki har ek besharmi gurbat
Aurat Ne Janam Diya
Sadhna (1958)

Kathana, Leela Chitnis, Man Mohan Krishna, Master Nisaar, Nandini, Radha Krishna, Ravi Kant, Sunil Dutt, Vaijanti Mala
Song Title :
Aurat Ne Janam Diya
Album/Film :
Sadhna (1958)
Production :
B R Films
Producer :
B R Chopra
Director :
B R Chopra
Film Actors :
Kathana, Leela Chitnis, Man Mohan Krishna, Master Nisaar, Nandini, Radha Krishna, Ravi Kant, Sunil Dutt, Vaijanti Mala
Singer :
Lata Mangeshkar
OnScreen Actors :
Vyjayanthimala