apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega ek pal ki galatfehmi ke liye saara jeevan pachhataayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega tune samjha hai jeet jise wo ban jaayegi haar kabhi tune samjha hai jeet jise wo ban jaayegi haar kabhi ye maan tera abhimaan tera tujhpe hi karega vaar kabhi ye chot sahi na jaayegi ye dard saha na jaayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega shaadi do din ka mel nahin gudde gudiya ka khel nahin ye pyaar hai do insaanon ka ye ishq nahin deewanon ka ismein zid ka kuchh kaam nahin yeh jeevan hai sangram nahin bhuloge toh kho jaaoge tum door bahut ho jaaoge tum door bahut ho jaaoge toh kya hua hum bachchon ke sahaare jiyenge bachchon ke saath gujar kab tak ye denge saath magar kab tak jab wo bhi ho jaayenge bade tum sochoge yeh door khade kya sach hai aur kya sapna hai abb duniya mein kya apna hai kya hai apna apna kya hai kya hai apna isliye yeh
Apnon Ko Jo Thukrayega
Judaai (1980)