apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun unn charnon par sab kuchh arpan ankhiyaan meenchun aur kho jaaun apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna jaan gayi main ankhiyan bhaasha seekh gaya mann khud hi dhadakna apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani unn bin mora jeevan patjhad saath rahe to duniyaa suhaani apne piya ki prem pujaran kar ke baithi
Apne Piya Ki Prem Pujaran
Aman (1967)