alvida jaane wafa meri manzil aa gayi aaj main teri kasam kho ke sab kuchh paa gayi alvida jaane wafa meri manzil aa gayi alvida jaane wafa ye ummeedon ka jahaan ab nahin mere liye ye zameen ye aasmaan ab nahin mere liye ae sanam ae sanam aaj ek duniyaan nayi mere dil ko bha gayi aaj main teri kasam kho ke sab kuchh paa gayi alvida jaane wafa ab nazar aane lagin door tak tanhaayian hosh gum hone lage mit chale parchhayiyaan jaan e jaan jaan e jaan ab khuda haafiz tera neend mujhko aa gayi neend mujhko aa gayi neend mujhko aa gayi
Alvida Jaane Wafa
Benazir (1964)