aise to na dekho ke behak jaayen kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum angdaayi si leti hai jo khushboo bhari zulfen khushboo bhari zulfen girti hai tere surkh labon par teri zulfen labon par teri zulfen zulfen na teri choom len zulfen na teri choom len ae maahzabin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum aahaaa haaaaa hmmmm hmmm sun sun ke teri baat nasha chhaane laga hai nasha chhaane laga hai khud apne pe bhi pyaar sa kuchh aane laga hai aane laga hai rakhna hai kahin paanv to rakhna hai kahin paanv to rakhte hain kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum bheega sa jo hai naaz ye halka sa paseena ye halka sa paseena ye naachti aankhon ke bhanvar dil ka safeena dil ka safeena socha hai ke ab doob ke socha hai ke ab doob ke reh jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar
Aise To Na Dekho Ki
Bheegi Raat (1965)